KYA TUM / KYA ME lyrics

by

KALAM INK



[Verse 1]
Yeah, Yeah
Aankon mae paani atka mere par woh behta hee nhi
Kehna toh boht kuch mai mujhko par mai kehta hee nhi
Jab bhi gaane likhne baitthu ban jaati tasveer hai
Jisme aansu ki nadiyan hain aur khushiyon ka koi khet hai nhi

Damn, yahan insaan dhokebaaz kyu?
Khushiya toh tu deta nhi aur dukhon mae hai byaj kyu?
Yeh us ladke ko kehte hain ki haske dikha duniya ko
Jisne maa ko marte dekha hanji mai shamshaan hu

Yeah, khushiyan mere andar dafan jaani
Suicidal thoughts aane lage, kahan hai kafan jaani
Kisko bolu kaise bolu mental health hee thk nhi hai
Sutta deke kehte tension hawa mai udda de jaani

[Bridge]
Kya mai itna bura insaan hu
Jism mae aatma nhi mere, mai haiwaan hu (Oi Kalam, tujhse nhi hoga bro)
Kya mai itna bura insaan hu (Nhi hopayega bro)
Jeena nhi chahta mai yеh jeewan mai haram hu

[Verse 2]
Yeah, khamoshi lafz bana baittha hu mai
Sar pe sawaar tujhe karz bana baittha hu mai
Khoon sе likhra hoon mai falsafe yeh pyaar ke
Yeah, tujhe dard bana baittha hu mai
Aur yeh woh dard jo mard bhi nhi seh paate
Tujhe aage rakh ke ham tere peeche peeche aate
Tu ek baar toh bolti ki dar hai andhere se
Yeah, ham roshni ban jaate, Yeah

Ab kaise karu mai yeh falsafa dil se bayaan
Kuch yaad hee nhi mujhko ki tu kab mila aur kab gaya
Ham thokar khaake bhatakte hain tere ghar ki galiyon mai
Tu wapas aana saali karna apna bhi tu haq ada

I'm dreaming it off, kabhi so loud mere kaabu mae na
Yeh ghar ab hil sa rha hai, shayad yeh daaru haina
Haath kaatu apna aur fir lagu bharne charse
Yeh band kardo kamre ham aaine se darte

Ab joote jahan pe NIKE aur fan tera bhai bhi
Par fayda kya shohrat, aurat waapas hee nhi aayegi tu
Yeah, mujhe shohrat se bachayegi tu
Yeah, mere saath mae bhi gaayegi tu

Woh rha, Kalam, bheed mai dikhta hee nhi
Taj pakad mera mai hu Pushpa mujhe jhukna hee nhi
Farak hee nhi mujhko yaha kon kitne paani mai
Agar gaano se na bacha saku, mujhe likhna hee nhi
A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Copyright © 2012 - 2021 BeeLyrics.Net