Neeti Mohan, Shekhar Ravjiani & Abhijit Vaghani - Kahin Toh Hogi Woh-Teri Aahatein (Romanized) lyrics

by

Genius Romanizations


Maine nahi jaana
Tune nahi jaana
Jaane anjaane jo hua

Kuch toh hua jo
Mujhko hua na
Tujhko magar kyun hua

Ho saansein kho gayi hai kiski aahon mein
Main kho gayi hu jaane kiski baahon mein
Manzilon se raahein dhoondti chali
Kho gayi hai manzil kahin raahon mein

Sab kuch wahi hai (sab kuch wahi hai)
Par kuch kami hai (kuch kami hai)
Teri aahatein nahi hai, nahi hai

Jaane na kahan woh duniya hai
Jaane na woh hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahi

Ho oo…
Jaane na kahan woh duniya hai
Jaane na woh hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahi
A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Copyright © 2012 - 2021 BeeLyrics.Net