Raftaar - Popular [Romanized] lyrics

by

Genius Romanizations


Popular popular popular
Ni hona popular ae
Popular popular popular
Na isse jyada popular ae

Popular popular popular
Ni hona popular ae
Popular popular popular
Na isse jyada popular

Chapplon mein ghoomna main chahu poore mall mein
Din ko chahun dekhhna cinema movie hall mein
Kya kiya hai kab kiya hai kisko maine kya kaha hai
Saans lena chahta hun main khule mahaul mein..

Mera mann kare ki main bhi khus rahun
Khabbe na bane main chahe kuch karun
Yeh saari chauk chand se main upar hun
Jo bhi hun muh par hun..

To main kya daru kya meri image
Ghar pe baithe waqt katu itni bhi na age
Duniya walo se daru yeh duniya kaafi tej
Kisi ko na fikar kisi ke dil pe lagti thhes..

Hey! Hey..
Sawaal jaise saare hai cid mein
Mujhko nahin baithna v.I.P mein
Dekhhte hai like dekhhda mushyari mein
Warna kabki kar deta delete apni id mein..
A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Copyright © 2012 - 2021 BeeLyrics.Net