Raftaar x Sonu Kakkar x Muhfaad - Sare Karo Dab (Romanized) lyrics

by

Genius Romanizations


[Chorus: Sonu Kakkar]
Saiyan sang dab karungi
Saiyan sang dab karungi
Saiyan sang dab karungi
Saiyan sang dab
Saiyan sang dab karungi
Saiyan sang dab karungi
Saiyan sang dab karungi
Saiyan sang dab

[Verse 1: Raftaar]
Saiyan sang kohni mod
Maar sar beech mein
Ek haath piche kar
Aasmaan kheench le
Floor pe tu aa
Ab dab de dabaa dab
Kaise move karti kamar zara teach me
Style angrezon ka banaaya humne desi
Heat itni beat mein ki on karo AC
Baat muhfaad ke bata raha hoon
Stamp bhijwa raha hoon
Dhoondh ke dikha diyo tu yari apne jaisi
Aisi taisi mein gaye woh
Unme na yeh class hai
Aaj ki taiyari thi gawah yeh itihas hai
300 ka nakli joota leke maara style maine
Aaj Yeezy asli teen dhaari Adidas hai
Toh maa se jaa ke puch lo
Khilaya kya tha sher ko
Yeh li’l pack tez rakhe gear ko
Aafaton ko cheer ke main aaya iss paar
Sajaniya khush aaye saiyan Raftaarrr!
A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Copyright © 2012 - 2021 BeeLyrics.Net